Hazraat-e-Giraami qadar
Hazraat-e-Giraami qadar, Ulama-e-zawi al-ehtiraam aur arbaab-e-faham-o-baseerat! Aaj ki is pur-noor, mutabbarak aur ilmi nishast mein hum jis kalaam ke huzoor zanoo-e-talammaz tay karne ki sa’adat hasil kar rahay hain, woh kainat ke khaliq o maalik, qahhaar o jabbaar, raheem o ghaffaar ki woh kitab-e-la-raib hai jis ka ta’aruf khud Parvardigar ne yun karaya: La ya’teehil … Read more